VIDHYUT SHETRA(electric field)
VIDHYUT SHETRA(electric field) :- kisi vidhyut aavesh athva aavesh samuday ke charo or ka vh shetra jisme aavesh athva aaveso ki upastithi ka anubhav anya aaveso dvara kiya ja sake , vidhyut setra khalata hai.
- vidhyut setra ek sadish rashi(vector quantity) hai. ise E dvara darsaya jata hai.
- garafiy vidhi(grafical method) dvara vidhyut bal rekhao(electric lines of force) se E ko darsaya jata hai.
F = electric force
Q = test charge
q = probe charge
K = constant
d = distance b/w Q and q
- ydi kisi sthan par vidhyut shetra ek se adhik aaves(Q1,Q2,Q3,.........,Qn) ke karan ho to parinami(resultant) vidhyut shetra ki tivarta -
E = E1 + E2 + E3 .........+ En
- vidhyut shetra ki tivarta ek sadish rashi(vector quantity) hai , jiski disa pariksan-dhan aavesh(test-positive charge) par aaropit bal(acted force) ki disha me hoti hai.
1. IF YOU LIKE THIS POST , PLEASE share & comment
2. IF YOU WANT THIS POST IN English PLEASE tell me by comment
THANKS
BY :- yours ARJUN THORY{ SARLI , BARMER }.
Bdhiya
ReplyDelete